Yeh Misha mujhe bhabhi bolti hain aur me unke bhai ko mili bhi nahi but i don't know why I'm falling for him 😍
>>> Faru kesi hain aap
Alhamdulillah bohot badhiya
>>> Barfi khaingi?
Kaha hain ?
2 din pehle toh fek do thi🤣
Purani batain bhol jaiye 🙌
>>> Banaonga Khud
Wow aapko aati banana 🎀
Sırf follow karna hota bas
Pata nahi sasural me kya hoga mera
Me to pati hi aisa dhundungi jise sab banana aata ho 💃🏻💃🏻
Office hain ya bas car hi chalani pura din
Khana to sabqi zaroorat hoti pata nahi q ek dusry py depend qarty log
Aaj Zayn ki tu chutti hogi office me
>>> Sabko ana chahiye
Haan
Wese kabhi kabhi me khudko tanya ki nazron se dekhti Aur pearl ko malti
>>> Har Kaam ana chahiye
Mujhse ghar ka koi kaam nahi hota
>>> Wese kabhi kabhi me khudko tanya ki nazron...
Qon Tanya qon malti
Khair me to ignore nahi kar ne wali jaise aap karte
>>> Qon Tanya qon malti
Best friends hai lol
Ap ko pata nah Aisa Kyu lagta ?
>>> Maine nah kia ignore
Aap nahi