>>> Ek chapair lagani so jaou seedhi
😭😭
Pehley thora laad pyar karti
>>> Ek chapair lagani so jaou seedhi
built-in mom skills
Fir pyar se kehti so jaou
Humari Amma tu ab tang agai hein humsay
>>> Fir pyar se kehti so jaou
kuch log pyari ki zabaan nhi samjhte
Phanta parna chahiye sabko 👺
Jabh zyada chu chu kartey ik puthey hath di parti
>>> what's Putha haath
Back hand
>>> what's Putha haath
Angeraiz ki aulaadein istg
>>> Angeraiz ki aulaadein istg
Hawwww Kaun angraiz?
My outfit was on point this time
>>> Hawwww Kaun angraiz?
Dark
Ish lady Kis ko Chamaat ka irada hai 🤣
>>> Ish lady Kis ko Chamaat ka irada hai 🤣
Joh bachey nahi sotey
>> Joh bachey nahi sotey
Bachoon ko Chamaat nhi lagaty 😭
>>> >> Joh bachey nahi soteyBachoon ko Chamaat...
Mein toh chappal bhi urati hu
It's always just to make them run
My kids are good masha allah
>> My kids are good masha allah
MashA-ALLAH! Salamat Rahain Hamesha!
Pyar mazaakh mein zyada maar khatey
Pyar Mazaakh wala maar is ok
Pyar mazaak wali maar ka maza aata hai
Mein bhot tang karti bacho ko