>>> Angeraiz ki aulaadein istg
Hawwww Kaun angraiz?
My outfit was on point this time
>>> Hawwww Kaun angraiz?
Dark
Ish lady Kis ko Chamaat ka irada hai 🤣
>>> Ish lady Kis ko Chamaat ka irada hai 🤣
Joh bachey nahi sotey
>> Joh bachey nahi sotey
Bachoon ko Chamaat nhi lagaty 😭
>>> >> Joh bachey nahi soteyBachoon ko Chamaat...
Mein toh chappal bhi urati hu
It's always just to make them run
My kids are good masha allah
>> My kids are good masha allah
MashA-ALLAH! Salamat Rahain Hamesha!
Pyar mazaakh mein zyada maar khatey
Pyar Mazaakh wala maar is ok
Pyar mazaak wali maar ka maza aata hai
Mein bhot tang karti bacho ko
Main Apni Nieces and Bhateejy ko b tanga krta tha 🤣
And Pyar Pyar main Sahe Marta b hota tha 🤣 Abbu mujhy dhaant rhe hotay mostly k aisy kaun Marta hai itny zor se
>>> Mein bhot tang karti bacho ko
Sammmmeeee here
>>> It's always just to make them run
Ahahahahahahahahahahahahahahahaha
>>> My kids are good masha allah
MashAllah
Pakori Sad nhi Jali hoi hoti 💀
>>> Pakori Sad nhi Jali hoi hoti 💀
Zaynnn plzzzz kitchen se nikal ao, mjy bhej do kitchen
>> Zaynnn plzzzz kitchen se nikal ao, mjy bhe...
🤣 yaaar ye Sad Pakori k Sath Mazaq kr rha
>>> >> Zaynnn plzzzz kitchen se nikal ao, mjy ...
Krooo mazaq, mgr kitchen wala nahi
Waisy kal dinner bht mazy ka tha 🤩
>>> Waisy kal dinner bht mazy ka tha 🤩
Zayn block kese krte kisi ko?
>>> nhi kr rha drop 🤧
Smjh gaye 😏😏😏😏
>> Smjh gaye 😏😏😏😏
Seedha Saada sa Pathan hun 🤧
But samjh leta hun thora bht
>>> >> Smjh gaye 😏😏😏😏Seedha Saada sa Patha...
Sha khabara da
mujhay bohat hurt ho ra hai big boss