Bhai baat to us waqt karu naa
Yaha karma earn ker kay jata hun
Or very next day jb app open kerta
To karma hi gaib hta hain
Mery sath to aisa hi hta hain
Kal jb app band ki to 124 karma thaa
Us mein say b kam ho ker 10 rehy gay thy
Abhi mar mar ker purey ho rahy
Kaya disaster hain yar yeh