Obtén l'aplicació
Envia i rep missatges anònims

Obté l’app per enviar i rebre missatges anònims 💌

  1. Toca “Compartir”
  2. Toca “Afegeix a la pantalla d’inici”
3229 👥
Uneix-te
Uneix-te gratis
ca
✖
Descarrega l'aplicació
Sales de xat anònimes, Joc de rol de cites amb desconeguts a l'atzar
Obre l'aplicació de la càmera al teu telèfon i escaneja el codi QR de dalt
✖
Selecciona el teu idioma
✖️
Àsia del Sud/

♓️♓️ 🅺🅰🆁🅰🅲🅷🅸 ♓️♓️

↓
Hello 😡
👀🤔
Namaste Namaste Namaste Namaste 🙏
Daddy
>>> Namaste Namaste Namaste Namaste 🙏 🙏
>>> Dil churake lehaayenge hum toh India walay... Usmai to hamari mastery hoti hai . Go India go.
Woh bichhad ke humse yeh dooriyan kar gaye, na jaane kyun yeh mohabbat adhoori kar gaye
Internet ye kuch random shayari uthai hai 😁
Jisko pasand aaye copy kar lo 😂
Mera daat mai aaj pain hai . Weekend qa mood hi kharab ho gaya
Bichda Is Qadar Ki Rut Hi Badal Gayi
Bichda Is Qadar Ki Rut Hi Badal Gayi ....
Ek Shakhs Saare Shehar Ko Veeran Kar Gaya
🤧😢
Heyy
Wah wah. Qya Qhub kaha hai
Manzil unhi ko milti hai, jinke sapno mein jaan hoti hai; pankh se kuch nahi hota, hauslon se udaan hoti hai.
Wah va wah va
Mirza meer
Kya buland hausle hai
Dhanyawad hai aap qi wah wahi qo
>>> Kya buland hausle hai Hosla ho to aisa warna na ho
Ab udne ka samay aachuka
Udd ke dikhao
🤭😆
Haha pankh lagna baqi hai bas 😁
Hosalo ne to udan le li ab apna number baqi hai 😂
Yeh shayer sirf lambi lambi phenkte
Likhne ke waqt
Karna toh kuch nai
🤭😅
Tabhi itne idea aate hai inko 😄
Bhook lagne lagi hai ab .
Kuch Qhane qo hai yaha 🍽️
Wo bhi de degi
Itni aukat nahi logo ki real id se aane ki aur alt se gus rahe idhar
Abhi isse kaam chala leta hu 😄
Yeh kya ?
>>> Itni aukat nahi logo ki real id se aane ki... Kiska alt ??
>>> Yeh kya ? Munching q liye hai cheeslings
Ghee bhi chaato open spoonful helps with dementia
One*
Bhudape mein memory loss say bacho
Ho gaya dinner Mera. Pehle batana tha ye to
Kal kha lunga ghee nashte mai
Why I can't see msg 🥲
Hey all
welcome to lahore
Videoxat aleatoriComença ›